✨ Introduction Kuch yaadein aisi hoti hain jo waqt ke saath kam nahi hoti, balki aur gehri hoti jaati hain. Yeh shayari unhi yaadon, judai aur adhoore ishq ki kahani bayaan karti hai, jahan har gali, har lamha aur har khamoshi usi shakhs ki yaad dilati hai. 💔 Shayari 1 Teri yaad mein hum aksar sehme se rehte hain, kyonki ab tumhari yaadon ke alawa kuch bhi nahi raha. Un galiyon ko dekh kar bhi ro dete hain hum, jahan kabhi tumhara deedar hua karta tha. 📝 हिंदी अर्थ: तेरी यादों में हम अक्सर डरे-सहमे से रहते हैं, क्योंकि अब तुम्हारी यादों के सिवा हमारे पास कुछ भी नहीं बचा। उन गलियों को देखकर भी आँखें भर आती हैं, जहाँ कभी तुम्हारा दीदार हुआ करता था। 😢 Shayari 2 Kuch lamhe rula jaate hain, toh kuch lamhe hansa jaate hain. Tumhara yun chala jaana, kisi इत्तेफाक से कम नहीं tha. 📝 हिंदी अर्थ : कुछ पल हमें रुला देते हैं, तो कुछ पल मुस्कुरा भी देते हैं। लेकिन तुम्हारा इस तरह चले जाना, किसी साधारण संयोग से कम नहीं था। 🥀 Shayari 3 Tumhara na hona humein bahut takleef deta hai, k...
Tere jaane ke baad humne
Nasha karna chhod diya,
Kyunki teri yaadon mein hi
Hum aksar nashe mein ho jaate hain.
Abhi to dosti shuru hi hui thi,
Tum is qadar bichhad jaoge,
Humein ye khabar hi na thi.
Kuch lamhe rula dete hain mujhe,
Kuch teri yaadon se,
Aur kuch teri baaton se.
Aaj akele baith kar bahut roya main,
Kuch lamhe yaad karke,
Aur kuch mehfilein yaad karke.
Teri Yaadon Ka Nasha | SHAYARI | GAZAL
Thank you for Reed
Comments
Post a Comment